Re: Grieved Parents of Peshawar Attack criticizes Imran khan on his arrival at APS
bilkul theek kaha ager ik ulti seedhi hanknay k bajay kahta waldain ney theek kaha aor us kay blind followers fazol mein us ka defend nah kartey to kuch bhi nahin hona tha aor muamla yaheen thap ho jata lekin woh kahtay hain nah kah shah say ziyada shah k wafadar so logon nay us dukhya maan per bhi tanqeed kar di keh yeh darama hay.