GoooooooD MorninG

Re: GoooooooD MorninG

apki zaat ko chera? nahi nahi, chera ho to bataayen ? APNI zaat, apni baat, aapko takleef? aapka qarz khaaya hay ya manji?

neither.. jawani main donon mazay lootnay ke baad tarazu main tolnay ke baad pata chala ke UDHAR maza ziyada mila is liyay UDHAR k hee ho rahay..

o na ji na.. AISAY KAISAY MAARAIN GOLI .. itni mehnat say aap bold reply karti hain.. uskay baad PHUSS ho jati hain, baat bana nahi paati hain, AISAY KAISAY GOLI MAARAIN?

ji nahi, free main milnay wali cheez/insaan main hamesha koee na koee NUQS/expiration hota hay .. ham hath.. errr.. moonh nahi lagaatay.. atleast 4 digits aur 80 years purani to honi chaiyay..

oh my … now THATS what i call a skill to turn a dying man on and letting him die in peace..

appointment loon ya reference say YE moqa mil jayega? :faizy: