Re: GoodNews 4 a Waitress:eek:
Socho bittles or Bugs ky khatam ho jany sy aik Echosystem per ki aasrat hoty hain. Hamary han aik college ko building bannay sy rok diya giya aik creek ky nazdeek ky yahan ky hashratul Araz ki zindagi mutasir ho gi.
![]()
Ab yeh battao koi yeh kion nahi sochta ky ghar byth ker prwarish kerny walli maain agar khatam ho gaain tu kia hoga. Paksitan main School ki nokri ky ilawa koi job Shadi shuda orat nahi ker sakti. Dosra yahan ki orat ny yeh raz paa liya ky mard kabhi bhi kisi bhi waqat badal sakta hy tu apni Financial zaririyat ky tehat job ko awaliat di Bachon(kids) ky muqably main. Main hamysha sochti thi ky maghrib main bachy waldyn ko “nursing homes” main kion rakhty hain ab andaza howa jab bachon ky bachpan main woh ziada waqat school or baad main “day care” main guzarty hain tu aysy waldyn desereve kerty hain apna akheer nursing homes main. Magar mashriq main bhi on orton ky liy koi security nahi ju. Apn aj apni nasal ky kal ky liy qurban kerti hain on ki sahih parwarish ker ky
PS: Bachon ky sath sara din ghar per guzarna yaqeen karo baz maain hamary han bhi job is liy kerti hain ky ghar ky kam or bachon ki chakh chakh sy zara nijat mily:chai:
**My point agar buggs and bettles ky khatam hony sy duniy ako khtrat lahaq hain tu ham sochin ky apna aram olad ky liy qurban kerny wali maain bapon ki trha ghar sy nikal ker bas nokriyan kerti rahin olad per twaju na di tu muashry ka kia hoga. **