GoodBabu Fan Club

Re: GoodBabu Fan Club

u know da meaning babu

phan club kay information aur saqafati wazir ka kaam kia hoota hai janab?

yeh na hoo na kay app mujhay mere duty na batao aur kallkoo maain budget bana lay paish hoo jaon

DMD Bhai, Wazir Kaam thoree kertey hain, kabhee dekha Ap ney...

Ap Na Nick hee Apkii Wazarat key liye Kafee hey...

Budget Zaroor banaeye, akher ko Wazarat Paisa Mangtee hey

schee nahee

app ka matbal kay mujhay BA pass clerk rakhnay parain gai kaamkay liay:smack:

kisi sheikh guppy ko bidget ka kaa dou bhai saab…main budget banaya tau kuj haath nahen ana

Re: GoodBabu Fan Club

ni nachle:nuch:

Re: GoodBabu Fan Club

ok.....well mujhay abhi bhi yaqeen nahi babu....here's da meaning "assli ankhain jhoot ko recognize kar sakti hain"

Lo Dason Tuseen tey Awein Akhya jiwein sab kujh pehley Haath main hey..

Suno Pa Jii, sheikh Sirf Apney Liye Sheikh hota hey, Hazorey Wala, jab Paisa Apna na ho tu Kanjoosii Naam kii Koi cheez hotii hee nahee…

DMD,BA Pass clerk khak kaam karey ga

Re: GoodBabu Fan Club

pagli ko saqafat ka wazir lagao dou babu bhai
koom ki bohat khidmat karay gi

hello pagli :smilestar:

yah hamarey darbr-e-Khas kee Designer hey

Pagli Hosh key Nakhun Lo, yahan “Namehram” log baithey hain

Ishara DMD kee taruf hey

Re: GoodBabu Fan Club

ohh haan yaad aya …wazarat say mujhay navi sohrab cycle nikalwa kay dou janab ji
hum say rooz rooz bus kay peechay lamak kay daftar nahen aya jata :hoonh:

yaar Meri Angraizee Kamzoor hey, tum ko tu Pata hei hey

Aur yaar Ankahn Naqlee bhee hotee hain kia

muje kuch samaj mein bhi nai aya :bummer:

DMD!!!:smilestar: kaha the itne dino see :emmy: kitna dhoonda aapko :@:

Jairhee Cycyle Akho Gay Milee gey
Tum Bas Busoon pey Lamakna Chor do

Arey Bhai Main bhee hoon Idher…

Re: GoodBabu Fan Club

babu jhoot na bola karooo......aap kissi bache se jhoot bolo woh aap ki baat ko such samjhay ga aur agar aap kissi bare se bolo ge tu uss ko pata chal jae ga......isn't it.......mujhay bacha language bilkul pasand nahi hai......

Re: GoodBabu Fan Club

good babu:sadiyah: hume maloom hai ke aap bhi hain :sheen:

schee mozee

not a lot going on :@:
how r u

buson kay peechay lamakny ka apna maza hai ghalib
kabhe hum apni dhoti kabhe us kutay ko daikhty hain