now aapki khushi main main bhe khush Aisha jee ![]()
yes studio say nahi aayi.
Hmmmmmm excitment tou bohot thi aur jab mujhe ring pehnai usi waqt Baarish bhe start hogai aur khoob acha mausam hogaya tha:balley:
n apni engagement par dinner sara main nay khud banaya tha ![]()
I made Bombay Chicken biryani,
Chicken Tandoori,
Gola kababs,
mix vegi wid chicken boneless,
Haandi gosht,
Dhuwan Qeema,
fresh juices,
sweets
Rasmalai
Kajoo halwa
Baklawa
Tea n meethay paan:yummy:
u 9 Aisha jee k meri Ammi jani ka naam bhe Aisha hai ![]()