Good news lads .....

Nahi Bhai miyaN bas woh kia kah’e’aY k ’ Bana k FaqeeRon ka hum Bayhis Ghalib Tamashah-e-Ahl-e-Karam daik ’ rahay haiN …

Shadi ka Or ApNaa 36 ka AaNkraa hai … woh tu bas ap dil JaaLon ki roh ko taskeeN phochaNe k leay yea Threads khul daYtay haiN :slight_smile: