12 , 12 ghanty bijli nahi atti saber ker ky bill diy jaty hain hamary awam woh kiya qanaat ka muzahyra nahi:aq:
Main buhat sarahti hon in logon or in ki koshishon ko. Magar Hukumat ka or waldyn ka bhi kuch farz hy. Itny bachy pyda kion kerty hain ju sanbhaly nahi jaty:( Ab itny master kahan sy aain ju taleem dain sab ko or phir her aik ky sakht halat osy kiya sy kiya ban dain:(
behrhal buhat hi Alla insaniyat ka muzahyra hy ju haamma shumma ky bas ki bat yaqeenan nahi:salute: