Gonna make

Re: Gonna make

wo tumko bhi dubai aneki dawat de degi

Re: Gonna make

dawat hi to nahi dee, warna mein nay to bataya b tha k mein aa raha hu :D

Re: Gonna make

DA sirf mujhey khilayegi:snooty:

Re: Gonna make

Shayad aapke sachme pohonch jaane ka yaqeen ho..............:D

Re: Gonna make

chari kisko kisko dawat deyti :hoonh:

Re: Gonna make

:konfused:

Re: Gonna make

meant beychari:hehe: keyboard ate shuru ka

Re: Gonna make

aap ko bus eik border cross karna paray ga aor mujhay pata nahi kitnay, is liay aap ka haq ziada hay :slight_smile:

Re: Gonna make

mujhey dubai nai jana:nahi:

Re: Gonna make

haan aur tum larki hoto she ll be comfortable..............tum aaj aur isi waqt dubai ke liye chal paro...........:D

Re: Gonna make

chalo phir DA ko Saudia bula lo.

DA k “hamsafar” to unhay sath lay kar nahi gay thay aap hi bula lo :smiley:

Re: Gonna make

DA tum aa jao mere ghar :smiley:
paka paka ke yummy things khilana :chilly:

Re: Gonna make

:asa: chef wali arzoo DA ke bal boote poori karne ki koshish:eek:

Re: Gonna make

LP, I too can make ladoo for you...

Re: Gonna make

a cherie…jaldi bana ke bheyjo na:blush:
ninja:konfused:

Re: Gonna make

Mashahallah sadkay jau mei ap logo pe Kayz ap ko no invitation bc u don't like Dubai n for ur kind info huby mujhe last time sath le k gai thay 4 ummrah iss Dafa mei khud Nhi gai bc of baby n LP thnk u so much 4 invitation hope 2 c u some time phr hum dono yummy cheez ain Banai gay

N yes the most important mujhe ladoo bananay Nhi ate sorry guys

Re: Gonna make

DA :yahoo:

Re: Gonna make

aap ki post thee is liay parh lee warna mein itni lambi kahani parhta nahi hota hu :)

mujhay dubai pasand to nahi but majboori mein aata hu, ab acha khana mil jai to burai hi kia hay :D

Re: Gonna make

@LP chef se yummy cheeziein banwane ki arzoo now chef ki jagah koi aur............:D

Re: Gonna make

Jab Dubai pasand Nhi tu khana kyun khilaf :barbie: