Re: Golden Rules for Memorizing the Qur’an
share karne ka shukriya.
waqee mojza hi hay .. aam se spellings yaad nahi rehte koran ki ayatein yaad reh jati hain ... mushkil say sahi 3 paray ho gay hain.
abb aik masla hay agar aap koi hal bata sakain.(?) apni behodgi ko daikh kar sharmindagi si hoti, koran ko haat lagana namokin ho giya hay.jab kabhi yaad karne ki khoshish karte hain woh sari chizain samanay aa jati hain. issi kash makash main hum phans kar reh gay hain :(