going for umrah

Re: going for umrah

ameen

:insh: will do

:insh: will do

Re: going for umrah

:teary3: jo poncho dar par to kahna AQQA

HAZORN aashiq taraptay say chor aya hun mi
bulavay k muntazir hyn lakin:hinna: NA SOBHO AYA NA SHAAM AAYA

Re: going for umrah

LP ... Allah Pak aap ka yeh muqaddas safar kubool farmaye, Aameen !

**
Zahe muqaddar huzoor e haq say salaam aaya payam aya
Jhukao nazrein bichao palkain adab ka aala maqam aaya

Yeh kon sar say kafan lapatay, chala hai ulfat kay rastay par
Farishtay hairat say tak rahe hain yeh kon zy ehteram aaya

Faza main labbaik ki sadain, zah farishta aarsh goonjti hain
Har aik qurban ho raha hai, zaban pay yeh kis ka naam aaya

Yeh rah e haq hai! sambhal kay chalna! yahan hai manzil qadam qadam par
Pohanchna dar par, to kehna aaqa salaam lijiye ghulam aaya

Yeh kehna aaqa bohat say aashiq taraptay say chor aaya houn main
Bulaway kay muntazir hain lekin, na subho aaya na shaam aaya

Dua jo nikli thi dil say aakhir, palat kay maqbool ho kay aayi
Woh jazba jis main tarap thi sachi, woh jazba aakhir ko kaam aaya

Khuda tera hafiz o nigehban, Oh rah e bat’ha kay janay wale
Nabi de sad inbisat ban kar, payam darood o salaam aaya

Zahay muqadar huzur e haq se salaam aaya payam aaya
Jhukao nazreen bichao palkeen adab ka aala maqam aaya ...**

Re: going for umrah

MashaAllah

Re: going for umrah

mashallah mashallah...advance main mubarak

mere liye bhi dua karna. shukriya

Re: going for umrah

qari waheed zafar ne isko itni khubsoorti se parha tha. subhan allah

Re: going for umrah

Congratulation. Allah app ki har dua qabool kary .

Re: going for umrah

MashaAllah, many congratulations Little Princess. :hug:
May Allah accept your ibadaat and give you strength to make the most of this opportunity

Re: going for umrah

Maaf kia :cobra: