Gizzy, ab yeh aanso matt bahao.
Ainda kheyal rakhna. Ab is thread ko lock kardo. 
Aik to larko say koi baat karo, pehlay pic dikhanay ka kehtay hain.
EMM, main pehlay aram say samjhati hoon. Koshish karti hoon keh baat darmeyan hi mein khatam ho jaye. Aur bohat say members hain jinhoon nay pic dikhanay ka kaha laikin meray mana karnay par baaz aa gaye. Laikin jab koi musalsal kahay aur na baaz aye, phir main terdhi ungaliyon say ghee nikalti hoon. Keya samjhi?