Re: Gizzy
wah kya imagination hai tumhari..
iss ki toh daad deni chahiye.. tum idhar kya kar rahi ho, tumhai toh bollywood mai hona chahiye ![]()
waisay bhi mai bathroom indar se lock kartah hoon.
bahir se nahin.. kya tum…?
haan class mai sonay ka maza hi aur hai
tumhai lekin kya pata chalta hoga, so bhi jati ho aur pata bhi nahin lagta ![]()