Re: Girls and freebies
Ramzan ka maheena hai… roza kholna hai…Allah kay naam per koi free ka samosa…khajoor…dahi badhay…shami kabab salad aur biryani kay saath…aur doodh patti… ![]()
PS: Mera roza khulwanay walon ka Allah bohot bhala karay gay aur sawab bhi milay ga… :k: