Re: Gihsa Pitta Sawal !
Chay say hota hay ..itna bhee naheen pata..![]()
Re: Gihsa Pitta Sawal !
Chay say hota hay ..itna bhee naheen pata..![]()
Re: Gihsa Pitta Sawal !
Yeh sab bachey hain, inhe kia pata
Re: Gihsa Pitta Sawal !
Its not Qaaf, it is Kaaf
Re: Gihsa Pitta Sawal !
gaaaf say kubotar and kaaf say gubar :p
Re: Gihsa Pitta Sawal !
IS you're mad at me for no reason! It's all a misunderstanding! Kasme
Re: Gihsa Pitta Sawal !
K se ata hai :p
Re: Gihsa Pitta Sawal !
Kabootar aasman say aata hay
Re: Gihsa Pitta Sawal !
Kabootar Anday se ata hai ![]()
Re: Gihsa Pitta Sawal !
^ wo kabootri hoti hay :p
Re: Gihsa Pitta Sawal !
ap ko sab pata hota hai :-|
Re: Gihsa Pitta Sawal !
^ nahi thorha bohat ![]()
Re: Gihsa Pitta Sawal !
koi aur chez nahin milti ?
Re: Gihsa Pitta Sawal !
^ nahi
liken kesi din bas aap mujay mil jain phir daikhain ;)
Re: Gihsa Pitta Sawal !
Allah khair karay sofi sahab sab thek hai na ?
Re: Gihsa Pitta Sawal !
^ abi tak to sab theak hay ;)
Re: Gihsa Pitta Sawal !
lagta hai mughe karachi se kahin aur shift hona parega coz ISL bahut karib hai ![]()
Re: Gihsa Pitta Sawal !
[QUOTE]
Kabootar-----------> Whistle bajaanay saay ata hai
[/QUOTE]
Baba_jee > woh paltoo kabootar hota hay ..sawal palto jungle tmam kabooter kay baray main hay
[QUOTE]
then support the notion, y aint kaaf the right answer
[/QUOTE]
musicmanic > janbe- ali yehe to sara chakker hay kay kaff kion wrong answer hay ..just wait ll reply soon
[QUOTE]
wo anday mai se aata hai
[/QUOTE]
Gizzy > app yahan champion nahi reh sakay..anday say nikalta hay ata nahi
[QUOTE]
Kabootar na Kaaf sey shiroo hota hai na hi Gaaf sey, yeh Qaaf sey shiroo hota hai.Yeh sab bachey hain, inhe kia pata
[/QUOTE]
shikra > nahi Qaaf say na kaaf say ..bachoon ko itna to pata hay
[QUOTE]
Chay say hota hay ..itna bhee naheen pata
[/QUOTE]
**Blueberry > **app chinese to nahi hain un ka chay say ata ho ga !
[QUOTE]
gaaaf say kubotar and kaaf say gubar
[/QUOTE]
**innocent_smile > **app ki urdu ka haal mujhay pata hay is ley mujhay zyada hayrane nahi hoyee app k is inkishaf per
[QUOTE]
Kabootar Anday se ata hai
[/QUOTE]
*Decent _munda *> anday say ata nahi hota anday say NIKALTA hay yeh sahe urdu hay .. app ki ummed k mutabiq jawab ghalat hay
Re: Gihsa Pitta Sawal !
guys .. yeh sawal ghisa pitta zaroor hay lakin senceless nahi hay ..thora damgh lara lain ..kuhc log qareeb qareeb hain lakin didnt got exact answer yet