~*~ Ghunda Raaj ~*~

Re: ~~ Ghunda Raaj ~~

^ Qanoon saboot mangta hai Madam

Warna jhootay inzam ke tehat Daffa 420 10 saal qaid bamushaqqat in Zardari Jail kelyeh tayyar ho jao

Hay kissi mein Insaan mein me kay khilaaf bolnay key himmat :asa:
Haan agar koi Insaan naheen hay tou yah uss ka mua’mla hay :khumar:

Waisay yah mujhay madam 420 lagti hay :fatee:

:barbie:
Phir to shayd pooray GS pe Faris he insaan hai…
aur baqi sabb Fairy Land k Baashinday!!!:@:

mere sath Sannan bhi jaey ga iss ne mjhy trained kiya hai…jhootay ilzaam laganay main…:bulbuli:

aur tum mere Ustaad!!!:barbie:

Mujhay to 840 lagti hai

app phir gayee lambay arsay kelyeh

Kuch khuda ka khouf karo :aj: mein nay koi tumharay sath naheen jana :hayaa: me mashraqi larka

:hehe: ye Sannan se to poocho ye kitne volt ka current marta hai???

:5: kiun???

Re: ~~ Ghunda Raaj ~~

putthay kam tere

Tum he Bata do na :wink:

main to lay k jaun gi…:aj:

kon say puthay kaam…tum se to seedhay he hain:barbie:

bhai main LESCO main nai lagi hui…:barbie:

Re: ~~ Ghunda Raaj ~~

man liya na aj k tum sab gunday ho.........

Koi aik ho to bataooN na

Poori Biography likh sakta hooN

Re: ~~ Ghunda Raaj ~~

to likho…jaldi se…:chai:

Re: ~~ Ghunda Raaj ~~

title is

jhootooN ki Pandd - Maya maim sahib

Mein nai jana Khairaaaaaaaaa day naal :cryb:
Bachao Bacho
Koi hay jo me ko bachay

aagay bhi likho aur jabb complete ho jaey to maya ki jaga Sannan kar daina hit ho gi…:khumar:

:smilestar:
chalo mere sath!!!

Koi Zabardasti hay :aj:

Re: ~~ Ghunda Raaj ~~

han hai zabardasti…:aj: