Re: Ghost found in an old Apartment
SRK to ab boorha kaka ho gaya hai ab bhala us bhoore kake aur mujhe nojawan ghost ka kya muqabila.
ps. aur yeh larkiyan itni ghalat fehmi ka shikar kiyoon hoti hain nojawano se ziyada boorhey hero ko tarjeeh deti hain.:p