ghazalrizvi

Re: ghazalrizvi

uncle bhaandayy aap ka beta kaisa hai :blush:

Ghazal u r not following my rules of being evil :smilestar:

Re: ghazalrizvi

hey tu may kia karon bhot banjao kasy karo bataien tu

Re: ghazalrizvi

Maira baitaa aik dumm set hay :wink:
bilkul hero :smooth:
Tumhain kyaa karna hay uss ka :hoonh:

:chai:

Re: ghazalrizvi

uss ko mera piyaar dijiye ga uncle bhaanday mouN par :blush:

Ghazal change ur avatar :smiley:

Re: ghazalrizvi

to app ka aik adad beta bhi hay…:bummer:

Re: ghazalrizvi

jee main tu chootay walay ki baat kar raha hooN :blush:

:chai:

Re: ghazalrizvi

uncle mera piyar bhe gerdan per dien plz right now

wasy beta hmmm mujhye kernaa hey kernay dien gay

ok may kerti hoon

Re: ghazalrizvi

hi me again here

Re: ghazalrizvi

aap buri bachi kyo banna chahti hain
wesay is sissalay mai mai aap ke koi madad nahi kar sakta hon
wesay jo mai nay kal kiya hay wo b wo karian to aap b buri bachi ban jain ge

Re: ghazalrizvi

app nay kall kia kia hey batein may kerlon gi

Re: ghazalrizvi

^ soch lian us terha aap ban b ho sakti hain like me
now i m waiting k mera yea IDkab ban hota hay

Re: ghazalrizvi

u mean to say threat lock hojay gi

Re: ghazalrizvi

i mean to say k banda he lock kar diya jata hay