Re: Ghareeb ka dil
ye bhi kisi ka malala hai :hinna:
Re: Ghareeb ka dil
ye bhi kisi ka malala hai :hinna:
Re: Ghareeb ka dil
nahi, malala ki definition PA main alag hai. aur intikhab main alag hia. ![]()
Re: Ghareeb ka dil
explain with illustration
Re: Ghareeb ka dil
ab explanation mujh say mangain. nahi bata raha. app ko sab pata hai.
Re: Ghareeb ka dil
Bant’ti bhi tou hoo ![]()
Re: Ghareeb ka dil
ghareeb malala ko koe nahin pehchanta
Re: Ghareeb ka dil
Kiyaaaaa howaaaaaaaa
Re: Ghareeb ka dil
na pochain. PA main active hoti to pata chal jata kay baat kiy horahi hia.
isko ko dekhain to shayad samjh aajain.
Re: Ghareeb ka dil
jo usko puchne gae unki bhi investigation ho gae:halo:
Re: Ghareeb ka dil
PA main aap hi active hain.. hum to jaate huwe ghabrate hain :sid:
Re: Ghareeb ka dil
sab drama hai
Re: Ghareeb ka dil
Ok Mai zara PA Mai jhank ke aae ![]()
Banned ho jaoo to muje na bhool Jana app log ![]()
Re: Ghareeb ka dil
App bhi chalen PA forum Mai jakay yeh likhte hain ![]()
Re: Ghareeb ka dil
aap ye baat PA main ja kar keh ke dikhaen to maane
Re: Ghareeb ka dil
main yahan k ilawa kam hi kahin jata hoon
jo bhi kehna hai yehin kahon ga
Re: Ghareeb ka dil
keh den.. hum aap ki guzaarishaat PA tak pohuncha denge
Re: Ghareeb ka dil
PA mein jo kuch kaha gya hai sach hai
malala case woh nahin hai jo media hamein dikha raha hai
kahan gyein woh namoos e Risalat k ihtijaj etc
sab chup gya na
Re: Ghareeb ka dil
PA main to boht kuch kaha gaya, aap kiss cheez ko sach maante hain
Re: Ghareeb ka dil
baat Malala ki ho rahi hai
aik malala hi kyon
jo bachay bomb dhamakon.drone hamlon mein mare jate hain ya zakhmi hote hain wo kisi ko kyon nazar nahin aate
Re: Ghareeb ka dil
Malala ke sath 2 aur larkiya bhi thee wo to kisi ko yad hi Nahi.