Agar yahi haal rha to marne ki khbriN laana shuroo kar do gaye
Koi achi bat nikalo is bothy sy mian:hoonh:
Hamara bhee sarr saaf hay… BaaloN say, haha!
Ab jabb baal hi nahi to JooweiN kahaN say aaeiN gee? ![]()
Re: Get Well soon samad Copenhagen waly & Aliyish somewhere waly
gn jee aap asaan urdu nahi likh sakti kya?? ![]()
Han Phisal phisal jain gi:hehe:
magar Ice skating ki shoaqeen practice ke liy a sakti hain:D
Re: Get Well soon samad Copenhagen waly & Aliyish somewhere waly
Dua hai ke donoN Zachchaa aur Bachchaa jald sehtyaab ho jaa'ain
lol, so im not the only one who doesnt understand
Bakhabar zaaRaaY kis jagah app logh mujay 3:am ko ki gaa’een phone calls be liksaktee TheeN ![]()
or serif mein nahee … HUM sab Ummeed se haiN … GS k Hawa’laY ![]()
Yar sansikrat walon ne sadion ki murda zaban ko dobara zinda ker diya. Ham Urdu ju akhri hichkiyan ly rahi hy ko bachany ko matrooka alfaz kion istymal nahi ker sakty:hehe:
**Ameen sum ameen:rotfl:
PS: Bachy ka abba bhi add ker lo:cb:
**
Baaz aajao warna CIA ko itla kardooNga Taliban ka leader GS pe betha hai
Usama Bin Ladin ji tusi ithy. Ham tu dobain gy sanam tujh ko bhi ly dobain gy fikar not:wink:
Bohat Hawa laaG rahee hai ![]()
Nahi baqi sab ki umeedin tu khak main mil chuki tum tanha hi hu is waqat:hehe:
lol, so im not the only one who doesnt understand
lol yeah.. i do understand her magar tease karne ke lye i say that to her alot:p
Yaar TLK, Zachcha aur Bachcha nahi… .. Phajjha aur Bachcha bolo..
ab jahaN aliyish rehta hay, wahaN to suna hay kay isko bhi legal bana dya gya hay ![]()
Ye mery nuskhy mujh per hi azmati hu sharam kero:bailan:
bolti band(speechless)![]()
Aray yea kayse Tanha’hii , hum tu raaT din ap ka khyal rehta hai :jano:
Tum mere pass hotay hoo Goya
jab koi DosRaa nahii hota
:aliyish:
Itnee aGG lagee hai tu Tum be chalay aoo ![]()
Saala’ay aaam hai Yara-ne NutakDaan k leay ![]()
bus aap ki shagird ho aap se hi sab kuch seekha hai:blush: