**Ye hwai kisi dushman ny urai ho gi:fifa:
PS: waisy bhi haqaiq bataty hain tum ne os ghareeb ko kuch aysa kerny per majboor kiya(koi taana wana mar ker like mardangi per zarb lagany ki mazmoom koshish ki) ky jis ke nateejy main kamar main chuk pari or tumhin ultian lagin:muzna:
Baqi aza o aqarib beech main kahan sy aay:aq:
**