Get well soon Aish Dubai Wali

Re: Get well soon Aish Dubai Wali

Oho, Khuda reham karey. Get well soon.

PS. Kaha bhi tha kay Dawat maiN ja kay kam khana, lekin tum kab baaz aati ho, :D

j/k.

Danda haath maiN leke k poocho gay to kuch nahiN hua

Paisay bhee to pooray karnay hotay hai na!!!!!!!!!

Re: Get well soon Aish Dubai Wali

thank you inshallah..

arey bhai saheb kaunsi dawatain horahi hain idher, mujhe bhi koyi bataye mai tu pichle kuch dino se ghar mai hi hoon :)

LOL, bari door kee laaye ho dost.

Lekin Aisha ko PaisuN ki kami nahi hay, Masla kuch aur lagta hay. Kiu Aisha?

Tajrba hy aysy kamon or anjamon ka:D

Re: Get well soon Aish Dubai Wali

mai tum sab se naraz hoon!:(

Re: Get well soon Aish Dubai Wali

Allahna karey aap naraz hooN

Aisa waisa. Kisi ki shaadi par jabb paisay daitay thay, to uska Int'Qam Khaaney pay laitay thay. Jannat maiN jaga milay Hakeem Allah Wasaya sahab ko.... kiya kamal ki Phakkee banatay thay, wah!

PS. GN ab Aisha ko kardya na naraz!

Re: Get well soon Aish Dubai Wali

haan mai naraz ho.. mere barey mai pata naih kya kya baatain horahi hain:smack:

Re: Get well soon Aish Dubai Wali

Tauba Tauba

Re: Get well soon Aish Dubai Wali

**Get well soon Aisha...

ab kesi tabiyat hai?
**

Re: Get well soon Aish Dubai Wali

saqi kya tauba tauba? :(

nakhan bhai thora behter ho ultiyaa thori dair ke lye rukki howi hain magar taiz bukhar hai abhi...

Re: Get well soon Aish Dubai Wali

^** Taiz bukhar hay to chandda aram karo na... itni rat tak jag rhi ho neend nahi aa rahi kia? chalo fikar not Inshallah jald he behtar ho jao gi
**

Acha chalo ab sab log achay bachuN ki tarha Aisha kay mutalik kee gayee baateiN waapis lo.

Dua'Uan kay ilawa.

Ab theek hay Aisha? :MZ:

haan pata hai mujhe maine sone ki koshish ki thi magar neend nahi ayi. dupaher ko bemar hone ki wajah se kaafi so lya tha tu abhi jaag rahi hoon.
dekhte hain shayed soo hi jao.

hehehe acha theik hai:)

Re: Get well soon Aish Dubai Wali

get well soon Aisha jee n take care of urself .

Re: Get well soon Aish Dubai Wali

thank you shahnayle jee and i will :)

Acha

Hum to koi baat nahin kar saktay jis se aap naraz hoon