i am fine now ALLAH ka sukar hay
kuch arsa pehlay tak to dil ka haal acha nahi tha ( point to b noted waja koi larhki nahi thi ) liken ab pehlay say bohat acha hay dil ka haal just trying to come back in normal routeen
wesay aap ka kia haal hay ayr itna arsa aap kaha gaieb thi
ji haan kyo nahi ham zaroor sunna chaien giay aap kay guma-e-janay kay barien main