Re: GEO
yahi tau maujzay wali baat hai, pata hi nahiN chalta kissi ko ke James Bhaand jaisay na-maqool nick wala banda, Haider bhai jitna Maqool bhi ho sakta hai. ![]()
Re: GEO
yahi tau maujzay wali baat hai, pata hi nahiN chalta kissi ko ke James Bhaand jaisay na-maqool nick wala banda, Haider bhai jitna Maqool bhi ho sakta hai. ![]()
Re: GEO
James Bhaand Haider chachu hi ki tou ID hai. Unka asli naam Haider hai.:p
Re: GEO
Oye jo naughty naughty boy. Melay Chachu ko aichay matt taho. Balna main maloon gii..![]()
Re: GEO
acha tum pass tau awo. maar bhi kha laiNge. ![]()
Re: GEO
Oye hoye, tum tou boht hi shararti ho. Main bari khatarnaak houn.
:soldier:
![]()
Re: GEO
khatroN se khailnay maiN bohat maza hai na jaan e man. so dont forget to bring all ur khatray along. ![]()
Re: GEO
Mujhay bhi chingariyon say khailnay ka maza ata hai. Aik Doggy hai, woh lay aaon?:halo:
Re: GEO
u like doggies? ok also bring the puppies. I will take care of them. ![]()
Re: GEO
Puppies naheen hain na.
Doggy hi theek rahay ga. Laikin uski kisi say banti naheen hai.
Agar us nay tum par attack kar diya?
![]()
Re: GEO
acha tumharay baray maiN possesive hai wo?
koi aur tumharay pass aye tau wo kaat’ta hai? ![]()
bohuuut yaarana lagta hai. ![]()
Re: GEO
[QUOTE]
khatroN se khailnay maiN bohat maza hai na jaan e man
[/QUOTE]
^ oooooooooooooohhhhhhhhhhhhhhhh OMGGGGGGGGGGG?
omg app ko Bm nay jan-e-man keh diya or app nay in ko LEACture nahi sunaya na hee danta or na app nay khud gussa kia ?
Re: GEO
Haan hai. German Shephard hai. Bakri jitna size tou hai uska…![]()
PG, abhi mera lecture start honay wala hai. I was just checking keh yeh kitna deep ja sakta hai. Ab iski shamat shurou.![]()
Re: GEO
so you wanted me to go deep? so now did I go deep enough to turn the button on?
let me see how can u bring the shamat.
Re: GEO
let me see how can u bring the shamat.
BM, bohat burri shamat. Samjho shamat-e-aimaal. Amnay karda aur na karda aimaal ki maafi mang lo abhi say.
Re: GEO
aray darling, tum jaisi sweetheart ke liye agar shamat aa bhi jaye tau kya hua? so bring it on hon.
![]()
Re: GEO
![]()
Re: GEO
nai bas mujhe maza aa reha ahi :D
Re: GEO
acha chalo saath amiN maza kartay haiN phir
![]()
mujhay tau chakar aa rahay haiN.