Re: general conversation. Share your interest, ideas, your dreams (about other guppie
baychara phir karay ga kya? aur hai kon is ka is dunya mein sivae woh hyderabadi bhai kay jo inn ko parathay ban ban kar khilatay hain…
jis par yaad aya humain bhi parathay promise kiye thaay kissi nay…milay hi naheen.