Re: ►Geedar Singhi ◄
main nay uss malang ko do malangoon ka khanewal tuk ka karaya (karaya key paisay mat pochna :hinna:) aur mubligh 150 Rs diye thay :hinna: Waisay unn nay mujhah manka bhi diye tha aur mairay samnay saanp say katwa kar uss kay zariye zahar nikalnay ka muzahira bhi kia tha ![]()
I hope some day I"ll use it for some good purpose ![]()