►Geedar Singhi ◄

Re: ►Geedar Singhi ◄

mujhe tou bas ek pshycological effect lagta hai…waise pata hai asal wala geedar singhi milna kaafi mushkil hai..market main kaafi naqli aaye hue hain aur isi liye bohat se loag thaage jaate hain.