►Geedar Singhi ◄

Re: ►Geedar Singhi ◄

2 :nahi:

u say yahi umeed thi :cb:

bari tahqeeq kar rakhi hay geedar singhi :omg: :rotfl:

Waisay aap sub logoon ko fakhar naheen hota hay kah tum loog aik aisay shakah say batain kar rahay ho jo buhat intellectual threads open karta hay :cobra:

Waisay mujhay ail malang 100 Rs mein geedar singhi baich kar chala gia tha :hinna: can any one tell me the color of geedar signhi :smiley: