Gazal/Nazam/Shair Topic of the week

Maira Dard Naghma-e-Baysada
Mairee Zaat Zarra-e-Baynishaan
Mairay Dard Ku Ju Zubaan Millay
Mujhay Apna Naam-o-Nishaan Millay
Mairee Zaat Ku Ju Nishaan Millay
Mujhay Raaz-e-Nazm-e-Jahan Millay
Ju Mujhay Yey Raaz-e-Nihaan Millay
Mairee Kahmshii Ku Biyaan Millay
Mujhay Qainaat Key Sarwarii
Mujhay Doulat-e-Dou Jahan Millay