Re: Gayee Behns paani may -
bhains bari hai ya akal?
Re: Gayee Behns paani may -
bhains bari hai ya akal?
Re: Gayee Behns paani may -
aQ
isnt that the* cham cham cham* version?
Re: Gayee Behns paani may -
Cham Cham Cham
Umbrella laY kar niklaY hum
My per is phisling
gir paRaY hum ![]()
Opper bastaa
NeechaY hum ![]()
Ammi naY maaraa dham dham dham ![]()
Abbu naY cheez dee
HanS paRaY hum ![]()
Re: Gayee Behns paani may -
i’ve NEVER heard that before. ![]()
i know this one..
cham cham cham.
ath anay ki chalya. ath anay ka paan.
chal mere ghoray pakistan.
pakistan ki pehli gali.
us me rehte hain shaukat ali.
shaukat ali ko jub goli lagi.
sari dunya ronay lagi.
rotay rotay bhook lagi.
kha lo baita maung phali..
maung phali mai daana nehi
Re: Gayee Behns paani may -
![]()
Re: Gayee Behns paani may -
:p what happened emm
Re: Gayee Behns paani may -
oh yeah that one too… but only difference is that historically it was Liaquat Ali jinhaiN goli laggee thee :halo:
Re: Gayee Behns paani may -
i know no history.
my bad.
Re: Gayee Behns paani may -
naani nikal gayee haath say ![]()
Re: Gayee Behns paani may -
liaqar ali ko goli laggi
sari duniya rounay laggi
routay routay bhook laggi
kha lou beta moom phali
moom phali may dana nahee
ham tumharay nana nahee ![]()
nanii ko pakrou ![]()
Re: Gayee Behns paani may -
nani kis raftaar se bhag rehi hain?
Re: Gayee Behns paani may -
what the.
Re: Gayee Behns paani may -
![]()
Re: Gayee Behns paani may -
bhains ko swimming aati hai? :halo:
Re: Gayee Behns paani may -
aap ko ati hai?![]()
Re: Gayee Behns paani may -
^-- doobti bhain se ja ke tum hi poocho ![]()
**Emmmy: **mujhay toh aati hai.. :halo:
bhains ko tum sikhaao gi kya? ![]()
Re: Gayee Behns paani may -
how u know bhains ko nahee ati?:!
Re: Gayee Behns paani may -
kyounke wo harr waqt charti rehti hai ![]()
Re: Gayee Behns paani may -
aap bara note kartein hain
![]()