Garmiyoon ke holidays

yaar yeh bohot genuine sawal hai..! keh garmiyoun ki chutiyoun main kaha jayain :soching:

ab jawab doun..!:? :stuck_out_tongue:

Mareekh chaltay hain Prime Minister ji.. aap ko waha bohot aram-osukoon milay gaa.! Kaneezoun ko main le jaounga ur wapi bhi laounga sarkaar :shikra: