Ganjoo husbands.

Re: Ganjoo husbands.

Husband to husband hotay hain ..jaissay bhi hoon wife ko to shahzada gulfaam hee lagtay hain

agar husband thoray saanwalay hain wife us k ley bhee dewaan likh daytee hay jaisai

kala shah kala mera kaala ay dildaar Goryiaan noo paraN kero

agar** husband ki age zyada hay** to bhi masla nahi wife ka dil kehta hay

**Dil hona chaee da jawaan , ummraan chee ki rakhya **

agar husband ka face per moles problem hay to bhi wife gaate hay

tere mukhray tay kala kala Til way ............munda siaal kotiya

kehnay ka maqsad yeh h wife ki nazar main husband ka husaan kam ho he nahi sakta

agar Husband ganja ho to wife ko to woh CHAand ki terah lagta hay ..us ki chamktee lashkaray martee tind ussay chudween kay chaand ki maanind lagtee hay

woh baray piyaar say us kay sir per maalish kertee hay or gungunaate hay

Tum ayee to aya mujhay yaad ...Ghar main ajj chaand nikla .....

duniya ki nazroon say na dekhain wife ki nazroon say apnay app ko dekhain ..ab is ka mutlub yeh nahi kay us baychaare ka chasma hee utar ker app laga lain *smilestar*

^^ nice Explanation
:bizz:

Re: Ganjoo husbands.

^ app ko kal samjh ayee gee to app ko phir persooN hansee ayee gee..app fikar na kerain : )

:rotfl: :rotfl: :rotfl: :rotfl:
:rotfl: :rotfl: :rotfl:
:rotfl: :rotfl:

Yeah but doesnt it skip a generation? :D

:omg:

Jeee Nahiii Hum mard iN sab GaanOO se phelay Apnee Bay’Basii is GanaY mein baYan karchukay haiN

SabooT mula’hiza hoo :barbie:

Re: Ganjoo husbands.

hey hey... consider the cutie Vin Diesel ... he prefers being gunja. I think its all in the soul that matters. Looks have never done anything for me, cuz I'm pretty myself lol :)

Re: Ganjoo husbands.

mirch N Aq > kaisai khush ho rahay hain wiives ki dilli jazbaat jaan ker : P

Aliyish > app nay jo gana post kia hay woh to main nahi sun saktee

app text main us ki poetry likhain takay main andaza ker sakoon ! : D

Re: Ganjoo husbands.

Errrrm Maybe not… FunAndFunOnly: If Bollywood Actors are Bald ( Just for Fun )

Check out the link! Haha

Re: Ganjoo husbands.

maybe he should change his shampoo :)

Re: Ganjoo husbands.

^ lolzz iraj baal hoon gay to shampoo lagay ga na rotfl

bs ik hee lifeboy soap kafee hay gunjoo k ley : D

Re: Ganjoo husbands.

:omg:

:rotfl:
aur agar rang bhee kala ho to Surf Washing Powder key aik chutkey say kaam chal ja-a ga.

ganjoo husbands a fine ,no problem , but not ganjoo grooms
shadee key portraits acchey neheen aatey :snooty:

Mirch^ kisi kalay gunjay ki biwi nay sun liya na to app ko hee washing machine main ghuma day gee : P

Re: Ganjoo husbands.

:hehe: waisay woh kia kahawat hey

Allah gunjay ko nakhan nai daita

aisay dulha ko sehra zaroor bandhna chah-e-a , aur ujla a uroosee k ander janay say pahlay sehra nahi utarna chah-e-a. :chai:

Re: Ganjoo husbands.

Seerat Important hey, chaahey ganja ho, aaj kal tou fashion hey ganja hona :vivo:

Lo jee naik perveen aa-gain.