Wah wah! Mashallah! Logon…look at his response. I posted on March 06 and he replied on March 29. Yeh baimani hai…itne dinon main to isne niqab hata lia ho ga. Jao main nahin khelta!
aaien jo kall nazar bay pardah chandd bee biyaan
Akbar gherat-e-qomi say zameen main garr gayaa
poocha jo aap ka pardah, woh kia huaa
kehnay lageen kay aqal pay mardoun kee parr gaya
[quote]
Originally posted by Gadha:
** ﻲﻫ ﺎﺗﻮﻫ ﻥﺎﺴﻧﺍ ﺮﺧﺍ ﻲﻬﺑ ﺎﻫﺪﮔ ﺭﺎﻳ**
[/quote]
chall bay.. insaanon nay hamm donon ko usee waqt say thudday maar karr nikaal diya tha biraadari say jab say hamnay inki tarah ki harkatain shuroo kari theen.
apni aan juda, apni shaan juda,
aisa waisa na samajh, hamm hain insaan juda..