Re: gaana
**Girl’s Gana
yeh larki k mamoo ya mumani bandhtay hayn mamu mumani na ho to khandan ki koi bazurg aurat ya wlaida phir bandhti hayn aur zor se is ki girah bandhi jati hay q k yeh phir husband and wife aik dusre ka gana in bedroom kholte hayn aik dusre ka aur koi nahi kholta aur mumani ya mamoo is ki girah zor s ebandhtay hayn k time lagay kholne main ![]()
yeh jo bride k hath k pass golden sa ball hay its gana
baqi abhi jo bazoo per bandha ja raha hay woh gana nahi woh imam zamin hay Theek not bazoo bandh ![]()
Boys’s Gana
boys ka gana diffrent hota hay
pak main aur khas taur epr hamair fmaily main yeh gana bandha jata hay ![]()
**