g2g

Re: g2g

Kiyo ?

ghar mai woo kis tarah sotai mai might be wo ap na miss ker rahai hooo

yeh ap ki galat fahmee hoooo :hehe:

Re: g2g

:naraz:jee naheen koe ghalat fehmi naheen hai…ghar main woh apni mama key paas soota hai…
& i’m fine thnx for asking…
app itnee dair sey kyon aayey.:naraz:…main to ab jaa rahee hoon…

Re: g2g

mai go aa giya hoon ub mat jie :)

Jana kidhar hai appp un ka passssss wapis :)

Re: g2g

main bhi aa gayee hoon....magar thori dair key liyey.........