G-i-r-l-s vs B-o-y-s

Re: G-i-r-l-s vs B-o-y-s

[quote]
jab koi so jaye tau kachwa bhi jeet jata hai. so u r a cheater and slow kachwa like that.
[/quote]

**Main nay Alarm lagaya tha aur jab thread start kiya tha tau sab ko dawat di thi. Laikin aap nay tau teyaar hanay mai hasb-e-mamool dair laga di. tut tut tut. Ab apni haar ka ilzaam dosaroon par laga rahay hain.

Rolay munay ro lay.
Jitna chahay ro lay
Abo ko awaz na aye
Ami bhi sunnay na payen
Grdiya aankh na kholay
Ro lay munnay ro lay
Jitna chahay ro lay**