Re: Furqat mein wohi shaks azabon ki tara hai
**ab un se khiyaloN mien hii ho jatii hien baatien
gou beech mien parda sa hijaboN ki tarah haii
us shaks k lehjay mien sheeshay ki khanak haii
rug rug mien uterta hai, sharaboN ki tarah haii**
bahot hi bariyaa......arse baad pari.....aur kisi ki yaad dila gayee....!