Re: ..:: Funny Gupistanis ::..
taizaab? meri shakal pehli hi kharaab ho rahi hai..uske baad to rahegi hi nahin. dimaag kuch ziada hi kharaab ho gaya hai. old age u poor thing
yaar. its very hard w.out ami na
kal aur kaam kar rahe thay..time hi nahin tha pakoray banaane ka. neways. kal raat ko khatam bhi ho gaye thay egg rolls. saare larke nadeede hotay hain. saar khaa gaye. mujhe aik pidda sa mila tha…jo jal gaya tha aur alag rakha wa tha ![]()