Re: Full Time Masti - May 2013
Ye to zubaida aapa ta totka lag raha hy ![]()
Re: Full Time Masti - May 2013
Ye to zubaida aapa ta totka lag raha hy ![]()
Re: Full Time Masti - May 2013
is wkt pta ni kia hy dopahar me behan keh ri the 40 C, me ny to yaqeen kr liya tha…bohat garmi hy
Re: Full Time Masti - May 2013
Aaj to koi aaya bhi nahi
reward ki announcement karen shayed koi aa jaaye
& Aap kaise hain??
Re: Full Time Masti - May 2013
pehle aap ye bataen sher pe muhar laga rahe hain ke nahin
Re: Full Time Masti - May 2013
elections ki wajah sy TP k log idhar udhar chaly jaty hain TP me aty he ni…is month TP (yani FTM) Pakistan Affairs me kholna chahye tha.
Re: Full Time Masti - May 2013
me aap ko waqar zaka ka dare btati hun
Re: Full Time Masti - May 2013
Oh I see
to woh Aap ki aapa hain:hmmm:
Re: Full Time Masti - May 2013
aaaaaaaaaawwwwwwwww…mausam kaa asar hai to rooH afzaa piyeN…maiN to rooH fanaa peetaa huN!
Allah aapke jaraaseem kaa satyaanaas kare…aameen ![]()
kahiiN aisaa na ho k municipality kaa gandaa paanii ulTaa asar faraaHam kare aur chaadar to sukaR jaaye magar paauuN aur lambe ho jaayeN…apun kii to qismat hii aisii hai k dunyaa teh o baalaa ho jaaye! ![]()
Re: Full Time Masti - May 2013
kia kia Waqar zaka ne?
Re: Full Time Masti - May 2013
idhar bhi 39 C tha dopeher k time
woh kaise
Aap ki ice cream pighal gai thi:hmmm:
Re: Full Time Masti - May 2013
Oops
Maine 1st time parha to Mujhe kuch yun laga
pehle aap ye bataen sher k moonh pe muhar laga rahe hain ke nahin
Re: Full Time Masti - May 2013
aya he ni aj ice-cream wala…strike the
Re: Full Time Masti - May 2013
Rooh fanaa bhe rooh afza jaisa hy? ni me to Tang peun ge ![]()
koi bat ni jab yahan sy garmi khatm ho ge to punjab me shuru ho ge or hum mazy me hun gy
Re: Full Time Masti - May 2013
yeh to Aap k muawze pe depend karta hai k
woh mineral water daale ya bacterial
Re: Full Time Masti - May 2013
oh I see
isi intizaar mein Aap ka din guzar gaya:hmmm:
Re: Full Time Masti - May 2013
waisy Chinese sewage water ko recycle kr k pee lety hain ![]()
recycle ki urdu kia ho ge?
Re: Full Time Masti - May 2013
Ni kher intizar to tha laikn din us ki yad me ni guzara…waisy he garam hawa khaty guzar gaya…
aap aj kal farigh hain?
Re: Full Time Masti - May 2013
is saal kuch ajab hi masla ho gaya hai Pakistan mein
Har insaan o haiwan election larne chala hai:hmmm:
Re: Full Time Masti - May 2013
rooH fanaa peene ke ba’d itnaa hosh hii kab hotaa hai k banda koii tameez kar sake! hehe
Tang? hmmm…phir maGhrib mashriq par Haawii ho gayaa! ![]()
ab to taaqat kahaN rahii k koii aarzoo kareN ![]()
qismat meN toilet water ho jiskii vo mineral water ke Khaab kia dekhegaa. ![]()