ji ALLAH ka bra krm hy.
baqi sb dost yar kaisay hn.
actually office main itna kaam hota hy k bs or gr main net bnd krwa dia hy.
aj itna kaam tha k smj nei a rehi thi kia keru kia na keru sb kaam chor diey or idher a gia.
good. thanks for updating me of activities of all persons.
pr baby q chilla kaat reha hy. kia koi jinn qaboo krna hy ya loadshedding k khatmey k liey chilla kaat reha hy.
yani results change krwana chah reha hy baby
good ap ki job kaisi ja rehi hy.
waisay ap kay ilaqay main kitni loadshedding hoti hy. idher to mat mari hui hy
job theek thaak ja rahi hai… badh gai hai.. 3 ghante se 6 ghante ho gai thi. aaj Governor Sahib ne extra loadshedding band karne ka kaha hai.. lets see aaj kitni hoti hai