Re: Fruit Phobia
Kahin tum yeh tu nahi samajh raheeN kay main tumhain bandarooN say milla raha hooN
![]()
Re: Fruit Phobia
Kahin tum yeh tu nahi samajh raheeN kay main tumhain bandarooN say milla raha hooN
![]()
Re: Fruit Phobia
sheen and bandron ki meeting
Re: Fruit Phobia
kiya pata
app ka koi bharoosa bhi nahi:hoonh:
Re: Fruit Phobia
haan tum incharge thi meeting organizer:barbie:
Re: Fruit Phobia
tu pori sabi mandi kahain na.
Re: Fruit Phobia
![]()
Re: Fruit Phobia
^
aaahhh meree bachi:hugz: khala pai gahi hai:hehe:
Re: Fruit Phobia
ab sochnay ki baat yeh hai ke kahin khala bhi waisay to banana nahin khatien jaisay Hareem khati hai ![]()
Re: Fruit Phobia
^
nahi khala ko aissai khilanai wala koi nahi ![]()
Re: Fruit Phobia
Kion bhaisahab kidher hotay hain?
Re: Fruit Phobia
magar mein to bananas nahi khaati naa ![]()
Re: Fruit Phobia
achha karti ho
waisay sunna hay kailay kay chilkay main zyada protein hotay hain ![]()
Re: Fruit Phobia
:p mein woh to bhi nahi khaati khaalii melons khaati hoon
Re: Fruit Phobia
watermelon ka chilka khaya karieN ![]()
uss main maadanyaat, namakiyaat, protiens, carbohydrates aur vitamins hotay hain
![]()
Re: Fruit Phobia
how about Karailaay ka Chilka ![]()
Re: Fruit Phobia
Achaaaa!!
Zaroori nahin sab woh khaien jo aap khatay hain ![]()
Re: Fruit Phobia
aap aik daffa khaa kar tu daikhaiN
maza na aaiey tu paisay wapis
![]()