Re: @~~ Frozen Doll ~~@
Aray janaab,
Bus aisa huwa kay morning main jub office aaraha tha to Baldia walon nay jo phool lagaey thay woh khil rahain hain aaj kal,
bus main waheeen say kuch phool tor laya tha, woh saray kay saray Frozen Dol ko inayat kar diay, kay shayad in pholon ki mehak say uski saari ki saari baraf pighal jae,
Magar woh to itni frozen hain kay unko to Dubai ki garmi bhi neheen pighla saki, phir in phoolon ki mehak kaisay…