oh!
aap to dukhi ho gay.
mera maqsud aap ko dukhi karna nahein tha
phir aap ka kiya maqsad thah jee
![]()
aray aray aap to free ho rahay heen.
aur yah aap mujhay a.ankh kis khushi meen mar rahy heen
tu aachi baat nahi agar mien free ho raha hoo.n tu , muft mien aap ko mil jao.n ga na
, aur aankh aap ko is khushi mien mari hai k aap ka nick eye hai :nahnah:
bari khushfahmi hay aap ko
[QUOTE]
*Originally posted by eye: *
bari khushfahmi hay aap ko
[/QUOTE]
jee wo tu hai ;)