Re: Friends of GS — Teaser Trailer
Woich tau … main samjha ‘Pakin-Jabi’ movies ki tarah saari ‘khoobsoorat’ filAm trailor main hi hongi… bas yeich soch soch kay saara time intaizar karta raha… kay ab aata jab aata… aaya bhi to kia aaya THE End aaya :s
Haath thaak gayay… lekin moonh nai thaka… :-p
HawanaqoN ki kami nahi Chiicha Ghalib
Aik dhoondo miltay hain aik jaisay do do
W’adaab :-p
Jiss ka bara bhai ho sharaabi
Chota bhai piay to kia hay kharabi :-p