Samael - - thanx for ur clapz .
insan - - abey yaar abhi tu meray MILKY teeth nahi tootay or tum shadi ke baat kar rahay ho . . wesay app appnay bhaatejay jab bhi dekho gay aik nahi 10 dekho gay .
crazyLarki - - - yaar yellow duptay ke demand thi magar woh in last hum ghar par bhool gaie .
Goliko - - - bus bhai kiya karo asa he ho ![]()
smooth_guy - - yaar doost ke halat tension ke wajha say asi ho gaie thi , beta jab shadi karo gay nah tu phir poocho ga .
faizy - - - yaar kiya baat hai lagta hai mara doost jawan ho geyah hai jo shadi shadi cheelaa raha hai . . tu bol tu teray leyah koie dhoondo yah agar koie hai nazar mai tu bata day mai tumharay ghar walo ko mana lo ga shadi kay leyah .
Shakuntala Devi - - - aray OOoOooo devi meray tind ache lagi tu tum bhi karwa lo asi tind , problem kiya hai . . . :–)
cat-woman - - - tum ghunndi , tumhari friend ghunndi , tumhari friend ke friend ghunndi or doost ke doost ke doost ke dooost ghuundii
mai ghuda nahi ho ![]()
HeArT HaCKeR- - - bhanji tankooooo belly belly mooch .
Code_Red - - - aray khaak nomayah ho rahay hai hum , aik nah bhi seedhay muu dekha he nahi hum ko . . :–(
*** Vivacious *** - - thank u muniya , tu kab bola rahe ho appni shadi mai .
PyariCgudia - - - acha wesay har larki rukhsati kay waaqat rooti hai or hai meray baray mai kiya kheyal hai
rooo ge nahi palko par betha kar rakho ga ![]()
Shikra - - - baji app bhi mazak uraa rahe hai mera .
faisaljawed007 - - sOon Post da couplz pIc darling .
Well known - - - khoojana band karo sir ko or last line bhi bol do.
Golden Scorpion - - jaanu u know nah i love u nah .
BoReD-iN-BrIsBaNe - - dada bus kiya karay , karna parta hai , bolna parta hai YES BOSS .
Nancy Drew - - - thank u aunty jii .