Freezer main rakhi shaam

Re: Freezer main rakhi shaam

shukr hai lucchii hii hai…puchchii nahiiN varna to lene ke dene paR jaate! :smiley:

oho…yeh kaun aayaa aaj khaRii dopahar meN? :cb:

welcome back…sab Khairiyat hai na? :slight_smile: