Re: Free taveez day
pir saaab ![]()
if you cant make me tall
please make all my friends short ![]()
TaanGaiN choti kar doo unn subb ki ![]()
Re: Free taveez day
pir saaab ![]()
if you cant make me tall
please make all my friends short ![]()
TaanGaiN choti kar doo unn subb ki ![]()
Re: Free taveez day
you haven’t paid him yet. thats why you’ve to wait ![]()
aaj kal PK mein har jagaa fraud paaya jaata hai. kia samajheen ![]()
Re: Free taveez day
awwww unckeeel jee, kisi nay aap kay saath dinner per jaanay sey inkaar kar diya hai kia ![]()
Re: Free taveez day
kya biyaalees saal ki umar kay baad banday ka qadd baRh sakta hay ?
![]()
Re: Free taveez day
jee haaawn.
paaon kay neechay 2-2 eentein fit karwa lein
Re: Free taveez day
uncle qad nahi magar dimagh zaroor barhaya jaa sakta ahi
Re: Free taveez day
tum tu chahti yehi hoo kay mairee aqal bhennss jitni baRee ho jaiey ![]()
Re: Free taveez day
Cb> pk duniya ka sub zyada pur amman mulk hay smilestar
Uncle stalker > app roain nahi roz PAnkhay say latka keran or rassi Galay m,ain dala kerain
na ho ga dum na rahay ga ghum jhanda
Re: Free taveez day
hamaray chahnay ya na-chahnay sey kia faraq parRta hai. yea tu ooper waalay ki dain hai ![]()
Re: Free taveez day
![]()
Re: Free taveez day
uncle mein chahti thi ke bhains nahi haathi jitni bari ho jaye
and qad ke liye aap monkey ki tarah uchlain eik di barh jaye gaa ![]()
Re: Free taveez day
abay chal
abhi mairee umar hi kya hay
abhi tu mujhay buhat kuch daikhnaa hay duniya main :LB:
Re: Free taveez day
taveez ka ulta asar ho gaya hai, bachi per ![]()
Re: Free taveez day
:)
:)
Re: Free taveez day
agar bachhi ulti ho jaiey gi
tu taveez ka asar seedha ho jaiey gaa
~ FeesaaaGHooruss
![]()
Re: Free taveez day
maslan ..plz details ? chai
CB >< tum kabhi pk aao to pata chalay na snooty
Re: Free taveez day
Problem G: kia pata chalwaana hai, mujh ghareeb ko
Prince Pai: mairay hi 5 stars per kyon nazar hai. mairi rozi per kyon laat maartay ho, pai jee.
Unckeeel S: aap ko ab hakeem sultan kay paas jaana hi parRay ga. nai tu problem ho jaaye gi
Re: Free taveez day
**
**
kay kis terah ameer hotay hain chai
**
**
mera nam hakeem sultan nahi hay ..