Re: Freaked out by Shak09’s…
mein nay kaha aor tum nay maan lia. choro munni, dimag par itna zor na do ![]()
Re: Freaked out by Shak09’s…
mein nay kaha aor tum nay maan lia. choro munni, dimag par itna zor na do ![]()
Re: Freaked out by Shak09's.....
mein nay kaha aor tum nay maan lia. choro munni, dimag par itna zor na do :D
I am very dumb... i don't know anything about internet......... except browsing :p
Re: Freaked out by Shak09's.....
I am very dumb... i don't know anything about internet......... except browsing :p
yeah browsing kia hoti hay ? aor internet kia bala hay ? :(
Re: Freaked out by Shak09’s…
wohi bala hia jo ahi app use ker rahy hain ![]()
Re: Freaked out by Shak09’s…
kia mairay mobile ko browsing kahtay hein ? mairay mobile ka naam to Motorolla hay ![]()
Re: Freaked out by Shak09’s…
dreams nahi oye nightmares
you ki toh main ulta latka ke pitaayi karungi ![]()
sahi farmaaya
I know…I wanna poke it out
Re: Freaked out by Shak09’s…
i like darawoni cheezain ![]()
Re: Freaked out by Shak09's.....
is tarha ka koi aor av market mein available hay kia ? mairay b change ko dil kar raha hay
Re: Freaked out by Shak09’s…
nahin… mery mobile ko browsing kehty hain ![]()
![]()
Re: Freaked out by Shak09’s…
yeah to phir b behar hay. aaj kal k pagal to koi apnay mobile ko apple kah raha hota hay aor koi black berry. mujhay to shak hay k pakistan k gareeb apnay mobile ko roti na kahna start kar dain ![]()
Re: Freaked out by Shak09’s…
![]()
wah wah kia baat hai app k sense of humor ki ![]()
Re: Freaked out by Shak09’s…
is mein sense of humour kaha say aa gai ? ![]()
Re: Freaked out by Shak09’s…
mujhy nazar agaya hai… i am intelligent girl ![]()
Re: Freaked out by Shak09’s…
Shadi say pehlay mein nay bohat si larkio ko yeah kahtay suna hay aor baad mein kahti hein “mein dunia ki sab say bai-waqoof aurat thee jo yeah galti ki” ![]()
Re: Freaked out by Shak09's.....
Shadi say pehlay mein nay bohat si larkio ko yeah kahtay suna hay aor baad mein kahti hein "mein dunia ki sab say bai-waqoof aurat thee jo yeah galti ki" :D
ROTFL
Re: Freaked out by Shak09's.....
mein to aaj dekha hy dheyaan k sath Shak ka avi.
eww...its horrid.
Re: Freaked out by Shak09's.....
Shadi say pehlay mein nay bohat si larkio ko yeah kahtay suna hay aor baad mein kahti hein "mein dunia ki sab say bai-waqoof aurat thee jo yeah galti ki" :D
main intelligent hoon isi liye ab tak shadi wali ghalti nahin ki :p
Re: Freaked out by Shak09's.....
main intelligent hoon isi liye ab tak shadi wali ghalti nahin ki :p
u ka matlab hai jin nay shadi ki woh bewaqoof hain. :D
Re: Freaked out by Shak09's.....
u ka matlab hai jin nay shadi ki woh bewaqoof hain. :D
nahin............ bcoz insan ko ghalityun ka putla hai......... and main bhi yeh ghalti kerna chahti hoon :p
Re: Freaked out by Shak09's.....
nahin............ bcoz insan ko ghalityun ka putla hai......... and main bhi yeh ghalti kerna chahti hoon :p
but galtiyon ka putla known galtiyan nahi karta hai na. :@: