Asal Mian aik masla hai na. Jhoot maiN bolta nahiN aur agar sach bola to aik Fanta ki Bhari hui botal meray sar par paRnay wali hai. So I think ke chup rehnay maiN hi khair hai. :)
[/QUOTE]
ahaan, tou aap ye kahian na k aap jhoot nahi bol saktey.. waisey mera nahi khayal k aap k kuch kehnay per Fanta baji ka rad-e-amal shadeed ho ga.. ye mera khayaal hai, shayed ghalat ho :-)
ahaan, tou aap ye kahian na k aap jhoot nahi bol saktey.. waisey mera nahi khayal k aap k kuch kehnay per Fanta baji ka rad-e-amal shadeed ho ga.. *ye mera khayaal hai, shayed ghalat ho :-) *
[/QUOTE]
:( to matlab,,,, risk nahiN laina chahiye na. :p
Bechara nazuk sa to sar hai mera.
Kya pata, haspatal puhanchnay se pehlay hi dam toR dooN. Aur aap ko teemardari ka mauqa bhi na milay. :(