acha jo bhi hai.. honay do.. hamian kya ![]()
haan koshish karna ![]()
main is liye ghalat samajhta hoon kay tum sahi nahin batati mujhay … hamesha taal deti hoo.. agar tum nahin baataoo gee to pata kaisay chalay gaa.. bolo..??
acha jo bhi hai.. honay do.. hamian kya ![]()
haan koshish karna ![]()
main is liye ghalat samajhta hoon kay tum sahi nahin batati mujhay … hamesha taal deti hoo.. agar tum nahin baataoo gee to pata kaisay chalay gaa.. bolo..??
![]()
dinner ke baad khana hazam karne gaye aur kahan aap log bhi na fuzool main excited ho rahe ho ;)
^ aap se tou kisi ne nahi pocha na ![]()
**CONGRATS VIVO FOR 21 K ** ![]()
thankyou...
[thumb=H]1017large6165_7547723.JPG[/thumb]
[thumb=H]1203large6165_8535977.JPG[/thumb]
[thumb=H]7005large6165_4376143.JPG[/thumb]
[thumb=H]s2042large6165_3515802.JPG[/thumb]
Keep it Up~~~ ![]()
thankyou so much ![]()
![]()
waisey 10:00 bajj gaye hain? :halo:
[thumb=H]ted6165_2010000.JPG[/thumb]
aww cute
thanks alot..
nahin… 11:00 baj gayee ![]()
ur welcome ![]()
yar vivo subha say 6:30 say uthaa hoaa thaaa… phir 11:30 aaya thaa lakin tum nay baat nahin kee phir ghar ayaa namz parhi .. or phir ankh lag gayee
… ishe liye .. sorry yar..
aap ney tou 10:00 bajey ka kaha tha na.. ![]()
koi baat nahi.. mein samjhi k busy hoon gey iss liye nahi aaye.. sorry ki zaroorat nahi, ho jata hay..
oh good…
waisay… kya haal hain.. kaisi ho…??
theek hoon.. haal bhi theek hay..
aap sunaaye? kaisey hain aur kya ho raha hay?
aur uss waqt suchi main mein thread hi dhoond rahi thee.. jiss main baat keroon.. kisi aur ki thread main achi nahi lagta na.. :( sorry, ager ghussa aya ho..
main bhi theek to hoon.. lakin bohat busy or tired hon yar.. subha college hota hai to shaam ko job.. aaj to bohat tukh gaya hoon.. tuesday’s n thursday’s easy days hotay hian… ishe liye Kal tum say sahi tarha baat ho gayee thee ![]()
or us waqt ko choro.. mujhay to gussa aata rehta hai.. baywajah.. tension na lo.. main theek thaa.. lakin bohat dair laga dee thee dhoondnay main.. ![]()
oh acha sahee sahe.. ager zayada tired hain tou jaa ker aaram ker lain..
jee kul tou achi khasi baat hovi thee aur bohat maza bhi aaya tha b_l se baat ker k :D
aur beywajah ghussa na kiya kerian..
jee dair tou ho gaye thee, :( ab nahi hogi itni deir kabhi..
Bewaqoof Larki
wo to mere jaan hai
DIL DIL PAKISTAN JAAN JAAN PAKISTAN ![]()
aa jata hai .. kya karoon ![]()
ab to aadat see hai mujh ko aisay jeenay main ![]()
haan zayada dair na karna.. ab .. thanks ![]()
okay ab sunday ko aaon gaa online..
job hai ab..
takecare.. n AllahHafiz