sharm ati ha:rotfl:![]()
aray yar app ko bohat shoq ho raha hai.
hadh ho gayee .. yani kay app poochna chahti kay us kay baad kya hoaa ![]()
dats messed up yo
![]()
shoqq ki inteha dekhni ha kiya bwaqoof larki ![]()
ahhah
is ka mutlub hai.. kuch asur hoaa mere baatoon kaa ![]()
** VIVO ** app bhi shobi ka deehan rakhaa karain.. warna us ko bohat shoq hai agay peechay dekhnay ka ![]()
nahi nahi sharam ko peechey kerian.. ehtyaat zayada zaroori hay ![]()
nai asa tu nahhi hu a;) tum ko ata k hawaly kar k check kar alati sahi tarah say ![]()
wahan beghnay sya pahlay me check kar lon gi ager asi baat ha tu:rotfl:
mujhey maloom hay.. uss ko kuch zayada hi shooq hay aagey peechey dekhney ka
aur ***** kerney ka bhi..
![]()
ahhah
main ab itni bhi baywaqoof nahin .. waisay un ko batayee gaa zaroor plz aaj kay baray mian mazaa ayee gaa ![]()
VIVOacha mian ussay boloon gee kay sirf mujh say batain kiya karay.. acha.. theek hai naa ![]()
merey naam bhi hey
and salam vivo baji
jee jee bilkul achi tarah check kerna ![]()
baywaqoof_larki- jee ye phir bhi theek hay.. ![]()
insan- haan tumhara bhi naam hay.. tum ko kaisey bhool sakti hoon ![]()
walikumasalam
kahon gi ak larki dhndi ha rat ko aye gi tayar rahye ga:rotfl:
kala chasma laga kay beth jao gi bas yar ![]()
oh yar yeh bhi bata deyay gaa kay sirf dinner kay liyay.. .kyon marwnay walay kaam karti hain ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by *** Vivacious ***: *
jee jee bilkul achi tarah check kerna ![]()
baywaqoof_larki- jee ye phir bhi theek hay.. ![]()
insan- haan tumhara bhi naam hay.. tum ko kaisey bhool sakti hoon ![]()
walikumasalam /QUOT
wasey dost samjh ne ke liya shukriya
kesey hey app ?
waisay aaj kul MSL nazar nahin aa raheen ![]()
haan dinner k baad khudi decide kar laian ![]()
![]()
lakin kaley chasmey se nazar kaisey aaye ga? ![]()
baywaqoof_larki- bohat yaad aa rahi hay kya uss ki? ![]()
waisey uss ki friend tou hay na.. woh tou aate rehti hay..
mein hamesha se hi samajti hoon,
mein theek hoon.. tum sunaao.. ![]()
hahah
or haan main to un ke sister hon naa .. behan hoon ![]()